歌词
Noor e khuda  noor e khuda
Ajnabi mod hai  khwab har ore hai
Har nazar pe dhua cha gaya
Pal bhar mein jaane kya kho gaya
Aasman sard hai  aanhein bhi sard hai
Kab se saya juda ho gaya
Pal bhar mein jaane kya kho gaya
Saans ruk si gayi  jism chil sa gaya
Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya
Noor e khuda  noor e khuda
Tu kahan chupa hai hume ye bataa
Noor e khuda  noor e khuda
Yun na humse nazarein phira
Noor e khuda  noor e khuda
Tu kahan chupa hai hume ye bataa
Noor e khuda  noor e khuda
Yun na humse nazarein phira
Noor e khuda bekhuda
Hoo nazarein karam  pharmai de
Oo deen o dharam  ko jagai hi de
Oo jalti huyi tanhaiyan  ruthi huyi parchahiyan
Kaise udhi ye hawa  chaya se kaisa samaa
Hmmm rooh jum si gayi  waqt tham sa gaya
Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya
Noor e khuda  noor e khuda
Tu kahan chupa hai hume ye bataa
Noor e khuda  noor e khuda
Yun na humse nazarein phira
Noor e khuda
Aaa ga ma pa ni sa
Guzare se lamho ko aas teri
Zakhmi dilo tu hai pyaas teri
Har dhadkan ko talaash teri
Tera milta nahin hai ptaa
Khali aankhein khud se sawal karein
Thumne ki cheez behaal kare
Behta lahu fariaad karein
Tera mitt ta chala hai nishaan
Rooh jum si gayi  waqt tham sa gaya
Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya
Noor e khuda  noor e khuda
Tu kahan chupa hai hume ye bataa
Noor e khuda  noor e khuda
Yun na humse nazarein phira
Noor e khuda  noor e khuda
Aaj kal tu kahan hai ye bataa
Noor e khuda  noor e khuda
Aaj kal tu kahan hai ye bataa
Noor e khuda  noor e khuda
Aaj kal tu kahan hai ye bataa
Noor e khuda  noor e khuda
Aaj kal tu kahan hai ye bataa
Noor e khuda  noor e khuda
Kya ye sach hai ke tu hai humse khafa
Noor e khuda
专辑信息